Aaj Saudi mein barish ho gai ek dost mera jadda se bahar rahata hai to uske yahan barish nahin Hoti Thi lekin uske yahan per Aaj barish Hui fir usne mujhe video Banakar bheji aur Maine video ko YouTube per upload kar diya aap bhi video ka maja lijiye
1
0
0
6
is video mein Maine bataya hai ki mera Kapil ka ladka us mein padhne ja raha hai Saudi mein usne Apne padhaai Ko pura kar liya hai bol raha tha ki ab mujhe yahan Saudi mein nahin padhna
0
0
0
4
Saudi mein to bahut jyada barish Hui Hai mujhe lag raha tha ki kam barish Hui Hai Lekin aaj main duty per Gaya to Maine dekha ki bahut barish Hui Hai yahi Maine video mein dikhane ki koshish ki hai