Important Announcement
Title, thumbnail ya video me agar abusing, adult ya sexually explicit content paya gaya to channel bina kisi warning ke permanent delete kar diya jayega. Yeh rule turant lagu hai. Ab tak 350+ channels delete kiye ja chuke hain. Kripya kisi bhi prakar ka adult ya abusive content upload na karein. Rule violate hone par channel bina bataye delete ho jayega.
— Team ApnaTube
Chinta Kyon? Jab Prabhu Saath Hain” 🙌 #premanandmaharaj #bhaktishorts #anmolvachan #bhajan🚩🙏🦚🕉️🔱
Premanand Maharaj Ji ke anmol vachan 🙏
Prabhu kehte hain — chinta mat karo, sirf Bhagwan ka smaran karo।
Jo bhi paristhiti ho, Naam japne se mann shaant hota hai aur har samasya ka hal milta hai।
Jab hum apni chinta Prabhu ko saunp dete hain, tab sab theek ho jata hai। 🌼
🕉️ Bhagwan par bharosa rakhein
🌸 Naam japte rahein
🙏 Jeevan mein shanti aur sukh paayein
#PremanandMaharajJi #PrabhuKeVachan #BhagwanKaSmaran #ChintaMatKaro #SpiritualShorts #Bhakti
---

❤️❤️❤️
mene subscribe kr diya hai aap bhi mere channel ko support kro