Clipo
Is jagah par jinnat ne Nabi ๏ทบ se Quran suna aur Islam qabool kiya.
Hazrat Ibrahim ๏ทบ ne yahin Allah ke hukum par qurbani pesh ki.
Yeh wo jagah hai jahan se Makkah walay Umrah ka ihram bandhte hain.
Hijrat ke waqt Nabi ๏ทบ yahan rukay aur Allah ne unki hifazat ki.
Yahin Nabi ๏ทบ par pehli wahi aayi. Ye jagah Islam ki shuruat ka markaz hai.
Yahan se Hazrat Hajra ุฑุถู ุงููู ุนููุง ne pani ki talash shuru ki thi apne bete Ismail ๏ทบ ke liye.
Hazrat Hajra ุฑุถู ุงููู ุนููุง ki dua se nikalne wala ye pani aaj bhi duniya ka sabse barkat wala pani hai.
Kaaba ke gird wo muqaddas jagah jahan lakhon Musalman Allah ka tawaf karte hain.
Is pathar par Nabi Ibrahim ๏ทบ ne kharay ho kar Kaaba banaya. Aaj bhi unke qadam ke nishan maujood hain.
Kaaba ki wo deewar jahan Nabi ๏ทบ ne lipat kar dua ki. Yahan mangi hui dua zaroor qubool hoti hai.
Ye wo pathar hai jo Jannat se aaya. Nabi ๏ทบ ne ise chooma aur ummat ko iski qeemat batayi.
Kaaba wo muqaddas ghar hai jahan har Musalman sajda karta hai. Is jagah par dua kabhi radd nahi hoti. ๐คฒ
Zikr karne walon ko Allah yaad karta hai aur dil sukoon se bhar jata hai ๐คโจ
Sadaqah ek chhoti cheez nahi.
Allah ke yahan iska ajar bohot bada hai ๐
Bir Budah Madina ka wo tareekhi kuan hai
jahan Nabi Kareem ๏ทบ ne khud wuzu farmaya ๐ค
Is kuway ka paani saaf, shafa aur barkat wala mana jata hai โจ
Short poora dekhiye aur share kijiye ๐ฒ
Bir Budah wo mubarak kuan hai
jahan Nabi Kareem ๏ทบ ne khud wuzu farmaya ๐ค
Is pani ki paakizgi aur shifa ka zikr ahadith mein milta hai โจ
Short poora dekhiye aur sawab kamaiye ๐ฒ
Ye waqia hume sikhaata hai ke banda kitna bhi bada aalim ho,
Allah ke ilm ke muqable mein kuch bhi nahi ๐ค
Short poora dekhiye aur share kijiye ๐ฒโจ
Safa aur Marwah ke baad agar 2 rakat nafl ya Zamzam reh jaye to Umrah ghalat nahi hota.
โ๏ธ Yeh farz ya sunnat nahi
โ๏ธ Sirf shukrane ke liye hota hai
โ๏ธ Deen asaani ka paighaam hai
Is video ko share karein aur aurton tak sahi ilm pahunchayein ๐ค
Umrah mein ghalatfahmi door kijiye.
Deen asaani ka hai. ๐ค
Hazrat Khizr (A.S) par ulama ka ikhtilaf,
aur Islam ka asal mauqif.
